Anushka Sharma pregnant news: Kya anushka sharma pregnant? kya virat kohli papa banne wale hai? Ji hain apko bata de ki Virat Kohli Anushka sharma ne apne social media par ek post share ki hai, jisse yah pata chal raha hai ki, virat or anushka apna first baby expect kar rahe hai, apko bata dein ki january 2021 ko unke ghar ek nanha sa mahman aane wala hai, tasver mein anushka baby bunb ke sath dekhai de rahi hai, anushka sharma pregnant ki Khabar sabhi ke liye sayad shocking hogi par sabhi fans es Khabar se bhut khus hai, Virat kohli and anushka sharma pregnant news updates ke liye jude rahe humare sath.