
Shukrawar vrat katha kaise ki jati hai? shukrawar vrat katha aur aarti kab ki jati hai? shukrawar vrat katha ki kahani kya hai? To aaj es video me hum shukrawar vrat karne ki vidhi janege? shukrawar special bhajan me hum shri santoshi mata ki aarti sunte hai or unka varat rakhte hai, yadi aap bhi shukrawar ke din maa santoshi ka vrat kar rahe ho to suraj ke udey se pahle uthkar ghar ki saf safai kar le, or naha doh kar savach kapde phankar ma santoshi ki partima sthapit kar le or katha ko shuru kare, maa santoshi mata ki puja suche dil or sardha bhav se karne se maa bhut jald parshan ho jati hai, or apne bagato ke jivan se sare dukh ko har leti hai, to chalye jante hai ki Vaibhav laxmi, Santoshi Mata vrat kaise rakhte hai?